Sunday, July 25, 2010

Pyar ki do baaten

1.
Isse pehele ki raat ho jaye,
Kyon na ek mulakaat ho jaye,
Apne mobile se ek pyara se sms kar do,
Jis se shor bhi na ho aur baat bhi ho jaaye….

2.
Alfaz ki shakl main ehsas likha jata hai,
Pani ko bhi pyas likha jata hai,
Meri zubaan se waqif hai meri kalam,
Main pyar likhun to aapka naam likha jaata hai…………

No comments:

Post a Comment